Hamesha khush rehna shayari | तुम खुश रहो शायरी
*** तुम खुश रहो शायरी ***
छोटी सी जिन्दगी है, हर बात में खुश रहो
जो चेहरा पास ना हो उसकी आवाज में खुश रहो
कोई रूठा हो आप से उसके अंदाज में खुश रहो
जो लौट के नही आने वाले उनकी याद में खुश रहो
कल किसने देखा अपने आज में खुश रहो !
Choti si Zindagi hai, Har baat mein khush raho
Jo chera paas na ho uski aawaz mein Khush raho
Koi rutha ho aap se uske andaaz mein Khush raho
Jo laut ke nahi aane wale ukno Yaad mein Kush raho
Kal kisne dekha apne aaj mein Khush raho !
Also Read :: Happy Birthday Papa Wishes
0 comments:
Post a Comment