Tu Hawa K Hath Pe Chahaton Ka Diya Jalanay Ki Zid na Kar
Ye Udas Logo Ka Sheher Hai Yaha Musukurane Ki Zid na Kar
Mein Hu Apno KaDassa Huwa, Mera Gham Hai Hadh Se Bhara Huwa
Mein Shiksta Ghar Ki Misal Hu Mere Pas Aane Ki Zid na Kar
Abhi Laut Aa, Abhi Wakt Hai Abhi Jan Baki Hai Jism main
Tujhe Elam Hai Meri JAN Hai Tu, Mujhe Azmane Ki Zid na Kar.
Meri Tanhayi KoMera Shaunq Na Samjhna;
Bohat Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!
अपने दुखो पे रोना अपनी खुशियों पे रोना,
क्या कुछ सिखा जाता है किसी से जुदा होना।
ये ठीक है मरता नहीं कोई जुदाई में,
खुदा किसी को किसी से मगर जुदा न करे।
Na Meri Koi Manzil Hai, Na Koi Kinara,
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara,
Apno Se Bichhad Ke Humne, Kuchh Yun Waqt Gujara,
Kabhi Zindagi KoTarse, Kabhi Maut Ko Pukara...
Rone Se Kisi Ko Kuchh Haasil Nahi Hota
Jo Bichhad Jaye Woh Sathi Nahi Hota
Dusro Ki To Hum Mehfil Sajate Hain
Par Humari Tanhai Mein Koi Shamil Nahi Hota
Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai,
Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai,
Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki,
Us Se Jayada Teri Judai Mili Hai…..
*** Best Tanhayi Shayari in Hindi for her & him ***
Thi Door Manzil, Mushkilon Main Kati hai umar,
Wo Paas Rehta, Wo Paas Rakhta, Wafa Nibhata To Kya BuraTha…..
Kitni fikr hai Kudrat ko meri tanhayi ki…..
Jaagte Rahte hai Raat bhar sitare mere liye….
Teri Yaadein Bhi Hain Mere Bachpan Ke Khilauno Jaisi …
Tanha Hota Hoon Toh Inhe Le Ke Baith Jaata Hoon ….
*** Latest Tanhayi Shayari in Hindi font ***
गीले कागज़ की तरह है ज़िन्दगी अपनी
कोई लिखता भी नहीं और कोई जलाता भी नहीं
तन्हाई में इसकदर रहती हूँ आजकल
कोई सताता भी नहीं और कोई मनाता भी नहीं
*** Very Sad Tanhai Shayari in Hindi ***
Wo nadiya nahi aansu the mere,
jin par wo kashti chalate rahe,
Unhe Manjil mile ye chahat thi meri
isliye ham aasu bahate rahe…
Khuda ne jab Ishk banaya hoga
to khud aazmaaya hoga….
Hamari to aukat hi kya hai..
Is ishk ne khuda ko bhi rulaya hoga…
*** तन्हाई status in Hindi ***
कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी;
कभी याद आकर उनकी जुदाई मार गयी;
बहुत टूटकर चाहा जिसको हमने;
आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।
Tanhai Mein Hum Teri Taakte Hain Raahein,
Tumhe Dekhne Ko Tarsati Hain Nigahein,
Bekhudi Ka Yeh Aalam Hai Kaisa,
Tumhe Yaad Karke Nikalti Hain Aahein.
Also Check : Khamoshi Hindi Status
0 comments:
Post a Comment